Suche einschränken:
Zur Kasse

13 Ergebnisse.

Shouryagatha-1 / &#2358,&#2380,&#2352,&#2381,&#2351,&#232...

Pratap, Ram
Shouryagatha-1 / &#2358,&#2380,&#2352,&#2381,&#2351,&#2327,&#2366,&#2341,&#2366,-1
IS KAHANI SANGRAH MEN AAP PADHENGE PARAMVEER CHAKR VIJETA HAVALDAR ABDUL HAMID KI KAHANI JISNE PAKISTAN KE 8 TAINK BARBAD KAR DIYE THE, KAIPTAN BANA SINGH KI KAHANI JISNE SIYACHIN MEN BARF SE DHANKI 21000 FUT UNCHI CHOTI PAR CHADHAEE KARKE PAKISTAN SE POST WAPAS LE LIYA THA, LANS NAAYK ALBART EKKAA KI KAHANI , SIPAAHI JASWANT SINGH KI KAHANI JISNE AKELE HI 300 CHEENIYON KO MAUT KE GHAAT UTAAR DIYAA, KAIPTAN VIKRAM BATRA KI KAHANI JISNE OPRESHA...

CHF 21.90

Apradhchakra / &#2309,&#2346,&#2352,&#2366,&#2343,&#2330,...

Pratap, Ram
Apradhchakra / &#2309,&#2346,&#2352,&#2366,&#2343,&#2330,&#2325,&#2381,&#2352
Apradhchakra" ka arth hai - desh ke niyam aur kanoon ke vipreet kaary karte hye aise bhanwarjal men fans jana jiski parinati arthik, mansik, sharirik aur samajik xati hoti hjai. Apradhi ko antatah apne gunahon ki saja desh ke kanoon ke tahat bhugatni padti hai. Iske bavjood bhi insaan apradh karne se baj nahin ata hai . Vaise to is vishay ka dayara bahut vyapak hai par ham yahan sirf ek udaharan ke tour par un sattasin netaon, adhikariyon aur ...

CHF 21.90

Junun / &#2332,&#2369,&#2344,&#2370,&#2344

Pratap, Ram
Junun / &#2332,&#2369,&#2344,&#2370,&#2344
JUNUN WO UDDAM ICHCHHAA HAI JO EK INSAAN KE SEENE MEN SUSHUPT JWAALAAMUKHEE KEE TARAH ANDAR HEE ANDAR AAG SULGAATEE RAHTEE HAI, AAG KAA DARIYAA BAHTAA RAHTAA HAI.JAB JWAALAA DHADHAKANE LAGTEE HAI TO DHARTEE KAA SEENAA CHEERKAR LAPTEN BAAHAR NIKALNE LAGTEE HAIN, LAAWAA BAH NIKALTAA HAI. TABHEE LOGON KO USKEE GARMEE AUR TAAKAT KAA EHSAAS HOTAA HAI.YAHEE JUNUN HAI JO INSAAN KE SEENE MEN DHADHAKTAA HAI .IS SHABD KAA PRAYOG ALAG ALAG SANDARBHON MEN...

CHF 21.90

Khushi / &#2326,&#2369,&#2358,&#2368

Pratap, Ram
Khushi / &#2326,&#2369,&#2358,&#2368
KHUSHI KEE KAHANI KE MADHYAM SE KHUSHI KE HAR PAHLUON KO SAMJHAANE KI MAINE KOSHISH KI HAI. IS KAHANI KI NAYIKA "KHUSHI" HAI JO JIVAN BHAR KHUSHI KI TALASH KARTI HAI PAR BACHPAN SE HI USE GHOR KASHTON KA SAMNA KARNAA PADTAA HAI, USKE JIVAN MEN SANGHARSH HI SANGHARSH HAI, NIRASHAA HI NIRASHAA HAI. WAH FIR BHI HAAR NAHIN MAANTI. WAH HAMESHAA PRAYATNSHEEL RAHTI HAI IS UMMEED SE KI USE KHUSHI MILEGI PAR USE KHUSHI NAHIN MILTI.JAB USNE KHUSH HOKAR ...

CHF 20.50

Nari Smita / &#2344,&#2366,&#2352,&#2368, &#2360,&#2381,&...

Pratap, Ram
Nari Smita / &#2344,&#2366,&#2352,&#2368, &#2360,&#2381,&#2350,&#2367,&#2340,&#2366
Nari asmita bhaarat kee un naariyon kee kahaanee hai jinhe apne jeevan men ghor vipattiyon kaa saamnaa karnaa padaa. Jeevan ke path men wo har kadam par sangharsh kartee raheen . vipreet paristhitiyon ke baavjood bhee unhone apnaa houslaa kam naheen hone diyaa. wo apne jeevan aur asmitaa ke liye jaddojahad kartee raheen. pariwaar se, samaaj se, unhe ghor upekshaa aur prataadnaa sahne ko milee majboor hokar unhe apraadh kee badnaam jindgee ko a...

CHF 18.90

Agnipath / &#2309,&#2327,&#2381,&#2344,&#2367,&#2346,&#2341

Pratap, Ram
Agnipath / &#2309,&#2327,&#2381,&#2344,&#2367,&#2346,&#2341
Agnipath ka arth hai kathinaaeeyon se bharaa huaa maarg .yah ek aisaa hee kahaanee sangrah hai jiske paatron ko jeevan men ghor sangharsh aur kathinaaiyon kaa saamnaa karnaa padaa. is kahaanee sangrah men ek saamaany sainik se lekar sainy adhikaariyon ke sanghjarsh kee kahaanee hai .waheen doosree or aam yuwak aur vywtiyon kee bhee kahaanee hai jinhone apnee mehnat se kismat badal dee aur samaaj kee tarakkee men mahatwpoorn yogdaan diyaa . har...

CHF 21.90

Kala Sach / &#2325,&#2366,&#2354,&#2366, &#2360,&#2330

Pratap, Ram
Kala Sach / &#2325,&#2366,&#2354,&#2366, &#2360,&#2330
Yah upanyaas ek kahaanee sangrah hai . ismen aap paayenge ek berojgaar yuwak j rojgaar kee talaas men Mumbaee men bhataktaa firtaa hai aur fir haalaaton ne use jigolo arthaat purush veshyaa banaa diyaa, ek dallaa ne gareeb ladkee ko kaam kaa waadaa dekar dillee le gayaa aur use jee bee rod ke weshyaalya men bech diy, pabnjaab ke nawyuwak aur nawyuwtiyaan kanaadaa jaane ke khwaab men apnaa jeevan aur sampatti barbaad kar rahe hain aur apne hee ...

CHF 20.50

Nanobiotechnology for the Livestock Industry

Pratap Singh, Ravindra (Assistant Professor, Indira Gandhi National Tribal University, India) / Adetunji, Charles Oluwaseun (Associate Professor, Edo State University Uzairue, Nigeria) / Singh, Ram Lakhan (Vice-Chancellor, Nilamber-Pitamber University, Medininagar, Jharkhand, India) / Singh, Jay (Assistant Professor, Banaras Hindu University, India) / Solanki, Pratima R. (Assistant Professor, Special Centre for Nanoscience, Jawaharlal Nehru University, New Delhi, India) / RB Singh, Kshitij (Postgraduate, Kyushu Institute of Technology, Japan)
Nanobiotechnology for the Livestock Industry
Nanobiotechnology for the Livestock Industry: Animal Health and Nutrition delivers a multidisciplinary reference of nanobiotechnology applications in various sectors, including farming practices, healthcare and breeding practices, market and economic analysis/benefits, biosafety, regulation, and more. The book explores nanobiotechnology's role in livestock handling, including hygiene maintenance and feed/nutrient delivery. The book also examin...

CHF 309.00

Dharmchakra / &#2343,&#2352,&#2381,&#2350,&#2330,&#2325,&...

Pratap, Ram
Dharmchakra / &#2343,&#2352,&#2381,&#2350,&#2330,&#2325,&#2381,&#2352
Dharm ke baare men hamen bahut jigyaasaa rahtee hai parantu uskee waastwiktaa jaanne kee bajaay ham use maante chale jaate hain yaa fir uskee aalochnaa karne lag jaate hain.iskee vajah hai dhaarmik shikshaa kaa abhaaw.is pustak ke jariye maine dharm ke baare men saamaany jaankaaree dene kaa prayaas kiyaa hai. ismen shaamil hai- dharm kyaa hai, eeshwar kyaa hai, bhagwaan kyaa hai, brahmaand kyaa hai, jeev kyaa hai, prakriti kyaa hai, aastmaa ky...

CHF 26.50

Nari-Mahima / &#2344,&#2366,&#2352,&#2368,-&#2350,&#2361,...

Pratap, Ram
Nari-Mahima / &#2344,&#2366,&#2352,&#2368,-&#2350,&#2361,&#2367,&#2350,&#2366
Nari-Mahima vishw kee un mahaan naariyon kee kahaanee hai jinhe apne jeevan men ghor vipattiyon kaa saamnaa karnaa padaa. jeevan ke path men wo har kadam par sangharsh kartee raheen .vipreet paristhitiyon ke baavjood bhee unhone apnaa houslaa kam naheen hone diyaa. pariwaar se, samaaj se unhe ghor upekshaa aur prataadnaa sahane ko milee par wo apne nirdhaarit laxy se vichlit naheen hueen .unhe apne aap ko saabit karne ke liye apne praanon tak ...

CHF 21.90

Rocket Laxmi / &#2352,&#2377,&#2325,&#2375,&#2335, &#2354...

Pratap, Ram
Rocket Laxmi / &#2352,&#2377,&#2325,&#2375,&#2335, &#2354,&#2325,&#2381,&#2359,&#2381,&#2350,&#2368
Roket Laxmi ek aisee hee ladkee kee kahaanee hai jise bachpan se hee aisee shixaa aur sanskaar diye gaye ki wah kunthit hokar rah gaee .uske pitaa ne uskee pratibhaa ko naheen pahchaanaa aur apne paagalpan se bharee shixaa aur sanskaar us par jabran thopte rahe. Laxmee kee maan bhee ek kunthit mahilaa thee jo pati ke atyaachaaron kaa shikaar banee par samaaj kee jhuthee maan maryaadaa kaa labaadaa odh kar patnee dharm nibhaatee rahee aur man h...

CHF 19.50

Nari-Shakti / &#2344,&#2366,&#2352,&#2368,-&#2358,&#2325,...

Pratap, Ram
Nari-Shakti / &#2344,&#2366,&#2352,&#2368,-&#2358,&#2325,&#2381,&#2340,&#2367
Nari-shakti bharat ki un mahaan naariyon kee kahaanee hai jinhe apne jeevan men ghor vipattiyon kaa saamnaa karnaa padaa. Jeevan ke path men wo har kadam par sangharsh kartee raheen .vipreet paristhitiyon ke baavjood bhee unhone apnaa housalaa kam naheen hote diyaa . pariwaar se, samaaj se, yahaan tak ki prakriti se unhe ghor upexaa aur prataadnaa sahne ko milee par wo apne nirdhaarit laxy se vichlit naheen hueen. unhe apne aap ko saabit karne...

CHF 23.90